Breaking

Thursday, January 24, 2019

treatment of high blood pressure in hindi

treatment of high blood pressure in hindi

treatment of high blood pressure in hindi
treatment of high blood pressure in hindi

treatment of high blood pressure in hindi

 Aaj-kal blood pressure aam logo ki samasya ban chuki hai. Is bimari se sarir ke kai ango ko nuksan pahunchta hai. Sahi dhang se khan pin na karna, sahi matra me nind na lena aur manasik tanav is rog ka mukhya karan hai.

  Hum aap ko kuchh eise saral upaya batane jarahe hai jis se aap ghar par istemal honebale chijo se aasani se ilaj kar sakte hai. Aayie high blood pressure ki treatment ke kuchh gharelu upayo ko jaan lete hai.

1) Lauki ka ras high blood pressure ko niyantran rakhne me bahut karagar sabit hota hai. Isliye subha khali pet me lauki ka ras seban karen, isse bahut faida milegi.

2) Methi ka dana ek chamach, ek glass pani me bhigoke rakhen. Subha uthkar pani ko peejaye aur methi ke dane ko chaba kar khalen.

3) Gajar ka muraba khane se bhi high blood pressure me bahut labh milti hai.

4) Roj subha garam pani ke sath aadha chamach dalchini powder seban karne se high blood pressure ke marij ko bahut aram milti hai.

5) Ek chamach sahad me ek chamach pyaaj ke ras milakar seban karne se bhi high blood pressure me bahut fayada hota hai.

6) Tarbuj aur lichi khane se high blood pressure ke marij ko bahut fayda milti hai.

7) Go-mutra bhi high blood pressure ke rogi keliya bahut faydemand hai. Roj subha khali pet me hi aadha glass desi gaya ke muta pine se bahut labh hota hai.

Isse bhi padhe:- Gharelu nuskhe


Note:- Istemal karne se pehle apni chikischak ke salah jaru len.

1 comment:

  1. High blood pressure can be lowered naturally with herbal supplement.

    ReplyDelete