Breaking

Wednesday, January 16, 2019

Gharelu nuskhe for hair growth in hindi


Gharelu nuskhe for hair growth in hindi


Gharelu nuskhe for hair growth in hindi
Gharelu nuskhe for hair growth in hindi


Gharelu nuskhe for hair growth in hindi:-

 Sundarta ko badhane keliye baal ek mahatwa purn hissa hai. Baal na hone se hamari sundarta bigad jati hai. 
  Lekin jab baalo ko sahi dhang se dekh-bhal nehi kiyajaye to baalo me samasya utpan hone lagti hai. Baalo ki samasyao ki kai mukhya karan hai jisme – vitamins aur minerals ki kami, tanaaw , infection, hormones ka asantulan, medicine ki side effect, low quality ke shampoo ityadi.

    Baalo ko nikharne ki upchar:- 

1) Garam jeitun ke tel ek chamach sahad aur ek chamach dalchin ke powder mila kar pest banaye.
Bidhi- nahane se pehele is pest ko sar pe lagaye aur kuch samaya bad isye dhodale. Is se baalo ki samasyao me kafi rahat milegi.

2) Sarson ke tel me mehendi ki patte ko garam karke use thnda hone de.
Bidhi- Is misran ko baalo me halke haat se malis kare. Is se baalo ka girna kafi kam hojayega.

3) Sahad aur ande ke misran banaye.
Bidhi- Is mishran ko balo me lagaye aur kuch samaya bad thande pani se baalo ko dho dale.

4) Bad ke dudh me nimbu ke ras milakar balo me lagane se bhi bahut labh milta hai.

5) Badam ke tel sar me niyamit malish karne se bhi bahut labh milta hai.
Sabdhaniya-
1)Aniyamit ahar nakare.
2)Tanaab mukta rahen.
3)Paustik ahar len.
4)Kam se kam shampoo ka istemal Karen.
5) Sahi dhang se baalo ki malish Karen.


note-: Upar diye gaye upaya ko istemal kare se pehle ek bar apne chikischak ke salah jarur len.

No comments:

Post a Comment