Breaking

Wednesday, January 16, 2019

Baalo ko jhadne se rokne ke upay

Baalo ko jhadne se rokne ke upay

Baalo ko jhadne se rokne ke upay
Baalo ko jhadne se rokne ke upay

  Baalo me rukha pan aur dandruff ki samasya aaj kal sabhi ko hai. Aur desi ghee is samasya se rahat dila sakta hai. Is ke prayog se baalo ka jhadna kam hota hai aur baalo ke rukhapan se bhi chutkara milta hai.

  Desi ghee me kai tarah ke vitamins, minerals aur protein hai. Desi ghee me vitamin E hai jo baalo keliye ek jaruri tatwa hai.

-: Baalo ko reshmi banana keliye desi ghee ke sath badam ke tel ko mila kar istemal karna chahiye. Badam ke tel me bhi vitamin E hone ke karan yah bhi baalo ke liye bahut faidemand hai.

-: Baalo ko jhadne se rokne ke upay, desi ghee me ek chamach pyaaj ka ras aur ek chamach amla ka ras milakar lagane se baalo ka jhadna band ho jaega.

-: Baalo ki rukha pan dur karne keliye desi ghee ko halka garam karke baalo me massage karne se rukha pan dur hoti hai aur baalo me chamak aati hai.

-: Niyamit rup se baalo ko dhona chahiye jis se baalo me dandruff ki samasya se chutakara milsake.

-: Pyaj ko katkar ise piskr pest bana len, is me ek chamach sahad mila len, Is pest ko baalo me lagaen, aur thoda der ke bad dho dalen.

-: Baalo me jada der taq tel na rakhen, Sahi samay me dho den.


note-: Upar diye gaye upaya ko istemal kare se pehle ek bar apne chikischak ke salah jarur len.


No comments:

Post a Comment