Breaking

Tuesday, January 22, 2019

Ganjapan ka ilaj in hindi

Ganjapan ka ilaj in hindi

Ganjapan ka ilaj in hindi

  Tutte baalo aur ganjapan ki samasya aaj kal lagbhag har kisi ko hai. Khan pan sahi dhang se na hone ke karan, tanav bhari jivan ke karan aur kai tarah ke karan se ganjepan ki samasya utpan hoti hai. Is samasya se chhutkara pane keliye hum medicine ki prayog bhi karte hai lekin achhe parinam na milne ke karan niras hi hat lagti hai.

  Aaj hum aap ko kuchh eise nuskhe batane ja rahen hai jis se aap ghrelu upayo se bhi is samasya ka samadhan paa sakte hai. Is se aap ganjapan se bhi chhutkara paa sakte hai.

Ganjapan ka ilaj in hindi :-


1) Bhrungraj, brahmi aur aamla in tino ko piskar rakh den. Subha ise masl kar is lep ko baalo me lagakar kuchh der keliye chhod den. phir dhodalen. Mahine me 4 bar ise karne se baalo ki samasya dur hojati hai.

2) Methi ke bij ko raat bhar pani me bhigo ke rakhen. Subha ise piskar maathe par lagane se baalo ka jhadna band ho jayega.

3) Pyaj ke ras me sahad milakar mathe par lagaen. Isse ganjepan se chhutkara milsakta hai.

4) Arandi ke tel ko halka garam karke baalo me massage karen. Hosake to raat bhar keliye isse chhod den. Aur subha baal dhodalen. Isse ganjapan se rahat milegi.

5) Pyaj ke ras me nimbu ka ras milakar malish karne se baal majbut hota hai aur ganjapan ke jagah fir se  naye baal aate hai. Pyaj ka ras baalo ke jad ko majbut karti hai aur nimbu ka ras naye baal ugne me sahayat karti hai.

Isse bhi padhe:- Gharelu nuskhe for hair growth in hindi

Note:- Istemal karne se pehle pani chikichak ki salad len

No comments:

Post a Comment